hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .
aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. TURKISH PAN EGGS.
cahliye fir dekh lete hai ki turkish pan eggs ke liye kya kaya jarurat hai :
- eggs 2 pcs.
- 2 onion slice kata hua.
- 1 red capsicup kata hua.
- 1 table tea spoon olive oil.
- 2/3 fresh green chilly chopped kata hua.
- tomato 0.5 cup chopped kata hua.
- 1 tea caster sugar.
- black pepper swad onusar.
- 1 tea spoon pudina chopped .
cahliye dekhte hai keyse banega:
- aab tomato, caster sugar,salt,black pepper acche mix hone tak pakai.
- aab uske upar EGGS torke dal de aur kuch der ke liye dhakkan dal de.aur dhimi aach me rakhe.
- aab uske pudina dal ke SERVE kare.
turkish pan eggs aap -roti, paratha, bread,pav ke sath kha sakhte hai.
dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.
like jarur kare delicious recipe ke liye iss page ko.
aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu.
0 comments:
Post a Comment