Friday 28 April 2017

DORA CAKE FOR KIDS RECIPE

DORA CAKE


hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. DORA CAKE.

cahliye fir dekh lete hai ki DORA CAKE ke liye kya kaya jarurat hai :

FEELING KE LIYE

  • 200 gm dark chocolate.
  • 1 tea spoon butter.
  • 4 big spoon fresh cream.
PAAN CAKE KE LIYE
  • 2chota packet backing powder.
  • 1 tea spoon vanilla enses.
  • 2 cup aata.
  • 1 cup milk.
  • 1 cup pisa hua sugar.
  • 2 tea spoon pigla huya butter
cahliye dekhte hai keyse banega:
  1. chocolate ko chota chota tukde me tor le,phir cream ko garam kare aur chocolate me mila de kuch der ke liye.phir butter dalke kuch der ke liye freez rakh de.
  2. aate me baking powder sugar dalke mila de phir butter aur milk dalke acche se aate ko feat le aur 10-15 mint ke liye rakh de.
  3. tabee ke upar thora tel/butter dal le chikna hone ke liye,aabhi jo betar aap banaya usmese ek big spoon tabee me dal ke fhela de aur golden color hone tak seak le,phir palat ke dusra site v seak le.eyse hi sare pean cake seak le.
  4. aab thanda hone badh ek cake ke upar thora chocolate feeling kar de aur dusra cake se cover kar de.
chocolate ke jagha aap notila v laga sakte hai.


  • aur aapka ready ho geya DELICIOUS dora cake.


dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 

0 comments:

Post a Comment