Saturday 29 April 2017

SPICY SALSA BEAN SOUP RECIPE

SPICY SALSA SOUP


hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. SPICY SALSA BEAN SOUP.

PREPARATION TIME :10 MINS
COOKING TIME 6 MINScahliye fir dekh lete hai ki HELTHY SALSA BEAN SOUP ke liye kya kaya jarurat hai :


  1. 4/5 CUP BOILED RAJMA.
  2. 3 TEA SPOON OLIVEOIL.
  3. 1 TEA SPOON CHOPPED GARLIC.
  4. 1/5 CUP FINELY CHOPPED SPRING ONION WHITE.
  5. 2 CUP CHOPPED TOMATO
  6. 1 TEA SPOON CHILLY FLAKES.
  7. 1 TEA SPOON OREGENO.
  8. 1 TABLE SPOON TOMATO KETCHUP
  9. 3 CUP BASIC VEGETABLE.
  10. SALT SWAD KE HISAB.
GARNISH LKE LIYE
  1. 3 TABLE SPOON CHOPPED ONION GREEN.
  2. 3 TABLE SPOON MOZZRELLA CHEESE.
cahliye dekhte hai keyse banega:

  • EK DEEP  NON-STICK PAN LE AUR TEL DALKE THORA HEAT KAR KE, PHIR WHITE SPRING ONION , GARLIC  DALKE THORA FRY KARE.
  • AABHI TOMATO ,CHILLY FLAKES,OREGENO AND TOMATO KETCHUP DAL KE ACCHE SE MIX KAR LE DHIMI AACH ME 2-3 MINS TAK.
  • AAB RAJMA , BASIC VEGETABLE STOCK AND SALT BOILED HONE TAK MIX KAR LE
  • AAB GREEN SPRING ONION , CHEESE DAL KE NIKAL LIJIYE , AUR YEA HO GEYA READY SERVE KARNE KE LIYE SPICY SALSA BEAN SOUP
ENJOY THE HEALTHY SOUP.




dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 





0 comments:

Post a Comment