Monday 29 May 2017

HOME MADE CREAMY PASTA

hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. CREAMY PASTA.


cahliye fir dekh lete hai ki CREAMY PASTA ke liye kya kaya jarurat hai :

  1. 200 GM pasta.
  2. 1 cup milk.
  3. 1/2 cup greted cheese.
  4. lasoon 6 pcs.
  5. 2 teable spoon butter.
  6. 1 onion.
  7. 2 table spoon maida.
  8. 1/2 tea spoon black pepper.
  9. 1/2 tea spoon chilly fealx.
  10. namak swad anusar.
cahliye dekhte hai keyse banega:
  • ek bartan me pani aur namak dalke garam kar le aab usme pasta dal ke 8 mins tak ubal le.aab ubla hua pasta me 1-2 spoon pani rakhe.
  • lasoon aur onion ko barik kat lijiye.
  • aab pan me butter dalke garam kar le, aab usme barik kata hua lasoon,onion dalkar pakai.
  • aab gas dhimi kar le aur thora thora karke milk dale hilate hue phir maida dale aur 2 mins tak pakai.
  • aab usme cheese , namak ,chilly fealx,black pepper milai.
  • aab ubla hua pasta dalke 2-3 mins tak pakai aur upar se thora cheese dalke gas bandh kar de ...

AUR YAE HO GEYA TAIYAR creamy pasta.dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..

    aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

    aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 

      0 comments:

      Post a Comment