Wednesday 24 May 2017

MUTTON SEMI GRAVY RECIPE

MUTTON

hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. MUTTON SEMI GRAVY.

cahliye fir dekh lete hai ki MUTTON SEMI GRAVY ke liye kya kaya jarurat hai :

  1. MUTTON 500 GM.
  2. 2 ONION.
  3. 3 GREEN CHILLY.
  4. 3 TEA SPOON ADRAKH , LASOON PASTE.
  5. 1 TEA SPOON RED CHILLY POWDER.
  6. 1/2 TEA SPOON HALDI POWDER.
  7. 1 TEA SPOON DHANIYA POWDER.
  8. 1/2 TEA SPOON BLACK PEPPER.
  9. CURRY PATTA THORA.
  10. 1/2 FENNEL SEEDS.
  11. TEL , NAMAK JARURAT KE HISAB SE.

MARINATE KE LIYE..

  1. 1 TEA SPOON RED CHILLY POWDER.
  2. 1/2 TEA SPOON HALDI POWDER.
  3. 2 TEA SPOON DHANIYA POWDER.
  4. 1 TEA SPOON LEMON JUICE.
  5. NAMAK JARURAT KE HISAB SE.

cahliye dekhte hai keyse banega:
  • MARINATE KA SAB INGREDIENTS KO MIXTURE ME DALKE THORA PANI DALKE PASTE BANA LE ,AAB USME MUTTON KO ACCHE SE MILAKE PRESSURE COOKAR ME ACCHA COOK HONE TAK COOK KARE.
  • AAB EK PAN ME THORA TEL DALKE GARAM KARE , AAB USME SLICED ONION,FENNEL SEEDS,CURRY PATTA DALKE THORA FRY KAR LE.
  • ONION BROWN COLOR HONE KE BADH ADRAKH , LASOON PASTE , GREEN CHILLY,DALKE 2-3 MINS TAK COOK KARE.
  • AAB RED CHILLY POWDER,HALDI POWDER,DHANIYA POWDER,PEPPER POWDER,GARAM MASALA POWDER,NAMAK DAL KE 2-3 MINS TAK COOK KARE.
  • AAB MUTTON KO MILA DE AUR 2 MINS TAK COOK KARKE GAS BANDH KAR DE.......
    • AUR YAE HO GEYA TAIYAR MUTTON SEMI GRAVY.
    dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
    aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

    aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 


0 comments:

Post a Comment