Monday 8 May 2017

CHICKEN CORN SOUP

CHICKEN CORN SIUP


hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. CHICKEN CORN SOUP.

cahliye fir dekh lete hai ki turkish CHICKEN CORN SOUP ke liye kya kaya jarurat hai :

  1. 3-4 PCS CHICKEN POP.
  2. CARB FLAKES 100GM.
  3. 1 CREAM CORN CAN.
  4. 2 EGGS.
  5. 1 TEA SPOON CORN STARCH.
  6. SALT SWAD ANUSAR.
  7. PEPPER SWAD ANUSAR.
cahliye dekhte hai keyse banega:

  • CHICKEN KO COOK KARLE PRESSURE COOKER ME.
  • CHICKEN BOILED HONE BADH BONES NIKAL DIJIYE.
  • AAB CHICKEN ME CREAM CORN KO MILAI.
  • AAB PANI GARAM KARE AUR USME CORN STARCH ACCHE SE MIX KARE.
  • AAB 2EGGS ADD KARDE USME.
  • PROPAR COOKING HONE BADH BOWL ME SERVE ,KARE.
SALT / PEPPER AAP TASTE KE LIYE DAL SAKTE HAI.
dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

like jarur kare delicious recipe ke liye iss page ko.

aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 

0 comments:

Post a Comment