Monday 22 May 2017

SHAHI EGG CURRY

hello dosto delicious food recipies mein aap sabka hardik swagat hai .

aaj mein aapko bataunga ki ek bahut hi famous recipies ke bare mein .aapko aise toh title dekhkr hi pata chal gaya hoga.ki aaj mein konsa recipes batane ja raha hu. SHAHI EGG CURRY.

cahliye fir dekh lete hai ki SHAHI EGG CURRY ke liye kya kaya jarurat hai :

  1. 2 EGG.
  2. 1CUP DAHI.
  3. 1 ONION.
  4. 4-5 LASOON.
  5. 2-3 GREEN CHILLY.
  6. ADRAKH 1/2.
  7. 1 T SPOON MALAI.
  8. 1 TEA SPOON RED CHILLY POWDER.
  9. 1 TEA SPOON DHANIYA POWDER.
  10. 1 TEA SPOON GARAM MASALA POWDER.
  11. 1 TEA SPOON KASURI METHI.
  12. DHANIYA PATTA 1 TABLE SPOON BARIK KATA HUA.
  13. TEL JARURAT KE HISAB SE.
  14. NAMAK SWAD ANUSAR.
cahliye dekhte hai keyse banega:

  • EGGS KO BOIL KARKE CHILKA NIKAL KE SIDE ME RAKH LE.
  • ADRAKH, LASOON,GREEN CHILLY,ONION KO MIXTURE ME PIS KE PASTE BANA LE.
  • AAB KADAI ME TEL DAL KE GARAM KAR LE AUR USME PASTE DALKE PAKAI ,ISKE BADH GREEN CHILLY DALKE PAKAI,AAB RED CHILLY POWDER,GARAM MASALA,DHANIYA POWDER,KASURI METHI,NAMAK DAL KAR MILAI,AAB 1 CUP PANI DALKAR 5-7 MINS TAK PAKAI.
  • AAB USME BOILED EGG DALKE 2-3 MINS TAK PAKAI,AUR USKE BADH DHANIYA PATTA DALKE NIKAL LE 
    • AUR YAE HO GEYA TAIYAR SHAHI EGG CURRY.
    dosto mein umeed karta hu ki aaapko yeh recipies  pasand aya hoga.aur iss recipies se jude huye kuch bhi sawal agar apke paas hai toh aap jarur mujhe comment karke batayein..
    aur jitna hota hai yeh post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye.

    aur aise hi new new recipies ke bare mein jaan ne ke liye delicious food recipes mein visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe regular ek new recipies aaplogo ke liye lekr ata hu. 



0 comments:

Post a Comment